Uploaded on Jun 21, 2011
Song : Tasweer banaata hoon tasweer nahin banti..
Movie : Baraadari (1955)
Singer : Talat Mahmood,
Lyricist : Khumar Barabankwi,
Music Director : Nashaad,
Cast : Ajit,Geeta Bli,Chandrashekhar,Murad,Pran,Minoo Mumtaz.Amir Bano,
Director : K .AmarnathLyrics :-
Tasweer banaataa hoon tasweer nahin banti, tasweer nahin banti
tasweer banaataa hoon tasweer nahin banti, tasweer nahin banti
ek khwaab saa dekhaa hai, taabeer nahin banti, tasweer nahin banti

bedard muhabbat ka, itnaa saa hai afsaanaa

nazron se mili nazren, main ho gayaa deewaanaa
ab dil ke bahalne ki, tadbeer nahin banti, tasweer nahin banti

dam bhar ke liye meri, duniya mein chale aao

tarsi huyi aankhon ko, phir shakl dikhaa jaao
mujhse to meri bigdi, taqdeer nahin banti, tasweer nahin banti

tasweer banaataa hoon..
Khumār Barabankvi (1919 - 1999) (Urdu: خمار بارہ بنكوی ) was an Urdu poet and lyricist from Barabanki, Uttar Pradesh, India. His real name was Mohammed Haidar Khan, but he wrote under the takhallus (pen name/ nom de plume) of Khumār, which means intoxication. The word comes from the Arabic root 'Khmr' which means alcoholic wine. Khumār died in 1999.

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें